अखबारों में पेज थ्री आया तो पेज थ्री पत्रकारिता का दौर शुरू हुआ. लेकिन पेज थ्री कवर करते – करते खुद पत्रकार ही पेज थ्री बन गए और इसका बड़ा नमूना विनोद दुआ, वीरसांघवी और ऐसे कई पत्रकार हैं जिनकी लिस्ट बड़ी लंबी है.
पेज थ्री के ये पत्रकार कॉर्पोरेट और सरकार की कड़ी बन गए हैं. इनके लिए सबसे बड़ा धर्म अपनी सुविधा है. ये महफ़िलों में गाते हैं , खाते हैं , लेकिन किसी सरोकारी सेमिनार में नहीं जाते.
वैसे कॉरपोरेट पत्रकारिता का सबसे सुन्दर चेहरा विनोद दुआ है. उन्हें सिर्फ खाते, गाते और माय स्कूल कैम्पेन करते देख बेहद निराशा होती है. खासकर ऐसे समय में जब देश जल रहा हो. ऐसे में पुराने विनोद दुआ रह – रह कर याद आ जाते हैं.
लेकिन याद कर के कोई फायदा नहीं क्योंकि कॉरपोरेट और सुविधाभोगी पत्रकारिता में वे बहुत आगे निकल चुके हैं. और कई बार ऐसा लगता है जैसे कि राजनीतिक खबरों से इरादतन उन्होंने संन्यास ही ले लिया है ताकि उनकी पेज थ्री साधना में कोई व्यवधान न पैदा हो.
ऐसे में ये कहना गलत नहीं होगा कि पत्रकारिता में योग्यता है लेकिन जज्बा नहीं तो वह योग्यता लोगों के किसी काम का नहीं. विनोद, दुआ, वीर सांघवी आदि बहुतेरे ऐसे पत्रकार हैं जो काबिल तो हैं लेकिन यह काबिलियत लोगों के किसी काम का नहीं.
ये लोग पेज थ्री का हिस्सा बन चुके हैं और उनका बर्ताव भी पेज थ्री जैसा हो गया है. ऐसे में क्या भय?
सरकार की चूल हिलाने की योग्यता रखने वाले तमाम पत्रकार सरकार और कॉरपोरेट की जेब में जो हैं. फिर कैसा भय और कैसी चिंता ?
जय नगद नारायण की. जय हो पेज थ्री पत्रकारिता की और जय हो सुविधाभोग की. (दर्शक की नज़र से…)
‘Dua’ hai Vinod ki
Bhooki Karam-Rog si
“Art of Gluttony” hoti rahe
Kam paddh jaaye to…
Veer’ye’ Sanghvi ke Yog si
(Aaisa YOG, Jo sirf Oberoi ke 360 Degree mein hi sambhav hai)
Bhai logon aaisa hai
Inn dono KALAAKAARON ko jab RANG-BHOOMI ittni dil-chassp mili ho to aakhir innka imaan kyun bhala ek hi plate mein sajaa rahe.
Ek ko Dr Roy, jahan ki Managing “Actor” Barkha Bakkt (‘B’uck+Dutt) jaise KALAAKAAR hon, wahan baitth kar ye aadmi poore dessh ka khaana khaa raha hai aur bade ittminaan se hunkaara bhi khule aam lagaata hai ke “HUM DESSH KE LIYE KHAATE HAIN” to aaise mein aapka aur mera thoda boht apni trraasdhi par jalna kuddhna thoda swaabhaavik hi hai.
Phir KHABARDAAR bhulo mat ke inn channels/newspapers ki bhook bhi to aaise Corporate Lobbyist hi mitaa rahe hain. Wo bhi “Journalist” bann karr!
Phir doosri aur ke kheme mein to aaisa hi hai ke jahan Birla Sr jisse nafrat karte hue naa hatthaa paaye jab wo zinda the, wo Veer’ye’ (Scum of Radia Tapes) aaj bhi Ms Pg3 Bhartia ki badaaulat uss group ke hisse ka saara khaana khaane mein lagaa hi hua hai. Gaahe-Bagaahe jab dekho Bikky Oberoi ke phot(o)u se lekar Italian Khaane waali Ritu ‘DIVA’ Dalmia tak jisska jab bhi chaahe poster jitna picture weekly BRUNCH mein lagaa hi deta hai. Pher dekho naa, PR ka PR aur Khaane ka Khaana. Dono hi kaam mufft… Mufft ke hi hain aur mufft mein hi ho jaate hain.
Phir innka yaar Pg3 ka apna PR Raja ‘Dileep Cherian’ jaisa ho to kehne ki kya. Ye to ek NEXUS hai LOBBYING ka.
Bhai bura naa maaniyo!
Tu laakh plates tod le mufft ka khaana khaa khaa ke, par iss NEXUS ko naa tod paayega tu.
Arre yaar inn pe wo gaadiyaan (imported cars) hain, wo farm houses hain ke tu socch nahi sakta.
Tu to apne ghar ki I(zz)JJAT WALI Daal Roti mein mast reh.
Jaane kab Tihar se bulaawa aa jaaye.
Haan dekhiyo toh… Say Touch Wood!!!
Aakhir gaadiyon ki saar sambhaal (maintenance) bhi to karne ke liye paisa chaahiye “mufft ka”…
Ye Pg3 to ek lambi story hai jo Media Khabar par aaj pehli baar dekhi.
Tu bas inn “Tully-Gluttons (Petu)” ke khaane ko phir kabhi na(z)jar naa lagaiyo.
Tujhe PLATE ki kasam… Uss GILAAS (Glass) ki kasam… Jisske raaste LOBBYING hoti hai.
Tu kyun maar raha hai innke bhooke peton (tummy) pe laatein…
Chal bhaag Muuey
Aur jaate jaate sunn—>
P.S. 1) Cherrian ne to Health’y’ Azad ke berozgaar launde ka risshta pakka karaa hi diya na Land Sarrganaa walon ki ladki se…
arre wahin yaar jiss group ki kisi WaadRaa par badi KRIPA rahi thi, ya abhi bhi hai… Chal ye to tu hi pataa lagaa 🙂
2) Yahan KALAAKAAR se matlab ofcourse ‘aaj ka’ JOURNALIST hai… Haan tune theek suna… Maine WAANABE bhi kaha…
Husshiyaar (InTello) kahin ke 🙂